Adeel Zaidi
Home
Home
Taza Kalam
Audio
Comments
Video
Photo Album
Contact
Taza Kalaam
Hammd
Naat
Azan-e-Majlis
Salam
Qurb-e-illahi
Nazr-e-Roomi
Nazr-e-Dagh
Nazr-e-Iqbal
Nazr-e-Jaun Aliya
Nazr-e-Faraz
Dukandaar
Fard Fard
Khuwab
Kash!
Sarab
Nazr-e-Arif Imam
Ye hal-e-Mah-o-sal hai firaq se wisal tak
Hayat ko zawal hai firaq se wisal tak
Tabeer-e-Khuwab kese zarar ke bagair ho
Mumkin nahi ye kam hunar ke bagair ho
Hum apna aap lutane kaha’n pe aagaye hain
Khud apni qadrai’n ganawane kaha’n pe aagaye hain
Jahan-e-ilm ka bab-e-nisab hote howe
Bhatak raha hoo’n main ehl-e-kitab hote howe
Qarz-e-jaa’n se nimat rahi hai hayaat
Usi Janib Palat Rahi Hai Hayaat
Us ko jab mere anjam se kuch kam nahi
Mujh ko bhi ishq ke iqdam se kuch kam nahi
Rah-e-Hayaat main jo log jawida’n nikle
Wohi wafa-o-muhabbat ke tarjuma’n nikle
Us ke chehra pe kia bashashat hai
Us ki aankho’n main kia halawat hai
Hum ne thama yaqee’n ko guma’n chor keri
ek taraf hogaye darmiya’n chor ker
Bus Lamhe bhar main faisla karna para mujhe
Sab chor char ghar se nikalna para mujhe
Ghum ka koi manzar
Haa’n ba faiz-e-benai
Kahain ek bhool sa jannat nikal jati hai qadmo’n se
Kahain us ko bhulane sa bhi sahib kuch nahi hota
Main is se qeemti she kho nahi sakta
Adeel maa’n ki jaga koi ho nahi sakta
Shera-o-dasht-o-saman ka shareek tha
Her dor ki dawa tha, dukhan ka shareek tha
Khazane daimi rakhte hain apne pas Adeel
Kahan hame hai zarorat tumhare phero’n ki
Sab ki sunte raho
Piyar karte raho
Tu jo chahe bhi tu saiyaad nahi hone ke
Lab hamare lab-e-faryaad nahi hone ke
Aesi tanhai ke ghar dashat lage
Aesa sannata, ke agar patta hile
Gham aana or aan ke kab the?
"hum bare khandan ke kab the"
Hum jiye saya-e-duwa main Adeel
Zindagi ki amaan main kab the
Ye zamini bhi zamani bhi
Fitrat-e-ishq aasmani bhi
Khali dunya main guzar kia karte
Bin tere umar basar kia karte
Ghar aata ker, maka’n sa kia hasil
Sirf weham-o-guma’n sa kia hasil
Muhabbat ki saza pai bhot hai
Hamre ghum main gerai bhot hai
In aqeedo’n ke, nasab ke, nam ke
"Khatam ho’n jhagre ye subh-o-sham ke"
Darai gi bhala kia teri gardis-e-Aasma’n mujh ko
Mila rab sa duwa-e-Fatima ka saiba’n mujh ko